Ticker

6/recent/ticker-posts

Blogger Blog Ki Sabhi Post Me Ek Saath Adsense Ads Kaise Lagaye

दोस्तों कोई भी नया website यूजर adsense से ज्यादा earning करने के लिए क्या कुछ नहीं करता लेकिन दोस्तों adsense ads को सही जगह पर लगाना बहुत जरुरी होता है इसलिए इस पोस्ट में जानेंगे ब्लॉगर blog की सभी old और new post में ads kaise lagaye? blogger blog ke sabhi post me adsense ki ads kaise lagate hai? या post title के niche adsense ads kaise lagaye? google ads को पोस्ट में लगाने से adsense earning बढने में काफी ज्यादा मदद मिलती है
Facebook like and share buttons को ब्लॉगर में कैसे Add करें
Apne Blogger पर Hoverable Back/Scroll कैसे जोड़ें



Aaj ham is post me jaanege ki Blogger Blog ke Sabhi Post, Old post se lekar new post tak, me Adsene ke ads kaise lagaye. Aapko sirf Ek hi Ad Code lagana hai. Aur aapne blog ke sabhi post me Ads show hone lagenge. Aapko bata de ki Har post me ads lagane se earning badh jaati hai. par har post me baar baar ads lagana bhi possible nai hota hai. Isliye aaj ham ek trick ka use karenge. Jisse hamare sabhi post me ads show hone lagenge.




Blogger Blog Ke Sabhi Post Me - Ek Saath Adsense Ads Kaise Lagaye

1) Sabse Pehle Apne Blog Ke Dashboard Par Jaye

2) Ab Theme / Template par Click Kare.

3) Ab Edit HTML par Click Kare.




Mi A2 & Mi A2 Lite Launch Date, Price And Specs

4) Ab HTML Editor me kahin par bhi click karke CTRL+F Dabaye.

5) Ab Search Box me Likhe - <data:post.body/> aur search kare.

                                     



6) Ab Is Code ko Copy Kare. Uske baad "Adsense Ads Code Yahan Paste Kare" Ki jagah par apne adsense ad code ko paste kare.
Mi A2 & Mi A2 Lite Launch Date, Price And Specs
7) Ab Copy Kiye huye code ko <data:post.body/> ke theek upar paste kare.

8) HTML Editor par <data:post.body/> code ek se jyada baar hote hai. To aap 3rd code ke upar apne ads code ko paste kijiyega.

9) Ab Upar Save botton par click kar dijiye.



सम्बंधित पोस्ट :


Post a Comment

0 Comments