Android Mobile Ke Pattern Lock Ko Kaise Unlock Kare(How to unlock any smartphone pattern, password and pin lock easily) - Free Recharge Tricks-Unlimited Paytm ,Free 3G 4G Tricks

Page Nav

HIDE

Breaking News:

latest

Android Mobile Ke Pattern Lock Ko Kaise Unlock Kare(How to unlock any smartphone pattern, password and pin lock easily)

Android Mobile Ke Pattern Ko Unlock Kaise Kare Aaj  Hum Android Ke Pattern Lock Ko Unlock Kaise Kare Uske Bare Me Janege Pure Detail Ma...

Android Mobile Ke Pattern Ko Unlock Kaise Kare

Aaj  Hum Android Ke Pattern Lock Ko Unlock Kaise Kare Uske Bare Me Janege Pure Detail Main.
How to unlock any smartphone pattern, password and pin lock easily.

Aaj mai aapko tricks batane jaraha hu isse kafi sare Samsung, micromax, htc, lenevo aise bahut se android mobile phone ka pattern ya pin lock ko ham unlock karsakte hai yani usse tod sakte hai. Isske liye aapko kisi chij ki jarurat nahi padega. Bas aapke pass aapka wo android phone hona chahiye jiska aap patter todna chahte hai. Ham to wo aage sikhenge ge hi usse pehle mai aapko kuchh jaruri bate bata deta hu taki badhme aapko koi problem na ho.

Android free hone ke wajah se isme utni security nahi hoti hai koi bhi chahe to ise aasani se hack kar sakta hai iske liye aapko thodi si jankari honi chahiye. 1000 se bhi jayada tariko se aap ise hack kar sakte hai ishliye mai aapko sugggest bhi karuga ki agar aap android user hai to apne phone me secure payment kiya kare aur quick heal jaise antivirus ka use kare.

Android mobile phone ka pattern, pin , password lock ko todne se pehle  kya kare

1# Recover Android Pattern Lock Using Boot Menu

Dosto ish methods se aap android ke pattern lock ko boot menu se recover/restore karke brake kar sakte hai ish procces ko pura karne ke liye kisi bhi component jaise computer aur internet ki jarurat nahi padti hai aur han ye android os version kitkat 4.4 se niche wale android phone me work karta hai agar aapka phone os 5.0 lolipop hai to ye procces us phone me kaam nahi karega.

Method For Android Os Version 2.0 to 4.4 

Step 1. Sabse pahke aap phone ko puri tarah se off kar de ya bettry nikal de.

Step 2 Ab Bettry re -insert kare aur “Volume Down + Power key” ko ek saath press kare.


Step 3. Ab boot menu ke kafi sare option dikhai padege jisme aapko Wipe Data Or Delete All User Data Or Restore Factory Defaults ko dhundh kar select karna hai.


Step 4. Ab Yes Delete All User Data Me Click Kar De.


Step 5. Procees pura hone ke baad phone ko reboot kar de,

itna karte hi aapka phone fully restore ho jayega jisme apka paasword ya pattern jo bhi hoga wo puri tarah se erase ho jayega.

Note – ish method se aapke phone me jo persional files/data jo bhi hoge wo puri tarah se hat jayege ishliye paasword recover karne se pahle Sd card ka backup le le.


1 comment

  1. Netell.net is telecom company that provide services about recharge mobile with bitcoin.  promotional offers and use bitcoins optionin redeem cryptocurrency funds online cheap plans in the world.

    ReplyDelete